1 00:00:02,270 --> 00:00:03,816 Main khalaa mein paida hui. 2 00:00:04,290 --> 00:00:06,193 Main ne kabhi suraj ki roshni ko nahin dekha 3 00:00:06,610 --> 00:00:07,987 ya asli hawa mein saans li 4 00:00:08,260 --> 00:00:09,989 na paani mein tairi. 5 00:00:10,154 --> 00:00:11,321 Hum mein se kisi ne nahin aisa kiya. 6 00:00:11,880 --> 00:00:12,992 Teen naslon se 7 00:00:13,130 --> 00:00:16,170 ark ne jo bachi hui insaani nasal hai usko zindah rarkha hua hai 8 00:00:16,210 --> 00:00:18,830 lekin ab hamara ghar khatray mein hai 9 00:00:18,930 --> 00:00:21,180 aur hum bani aadam ki aakhir umeed hain. 10 00:00:21,350 --> 00:00:22,670 100 qaidiyon ko 11 00:00:22,680 --> 00:00:24,870 zameen par aik bohat eham maqsad ke liye bheja gaya hai. 12 00:00:25,150 --> 00:00:27,440 Hum sab yahan issi liye aaye hain kyunkeh hum ne qanoon ki khilaafwarzi ki hai. 13 00:00:27,440 --> 00:00:29,770 Zameen par koi qanoon nahin hai. 14 00:00:29,790 --> 00:00:31,670 Hamain sirf yahan khud ko zindah rakhna hai. 15 00:00:31,710 --> 00:00:33,090 Lekin hum par azmaishain hongi 16 00:00:33,180 --> 00:00:34,460 zameen ki taraf se 17 00:00:34,470 --> 00:00:36,350 jo raaz iss mein chhupay huay hain 18 00:00:36,350 --> 00:00:38,540 aur uss se bhi zyada aik doosre kay zariye. 19 00:00:40,208 --> 00:00:42,068 "The 100" ki guzishta qist mein... 20 00:00:42,115 --> 00:00:43,415 Ark khatam ho raha hai Raven. 21 00:00:43,440 --> 00:00:45,964 Mujhay yeh saabit karna hai ke zameen par zindah raha jaa sakta hai. 22 00:00:46,000 --> 00:00:47,790 Tumharay paas 9 din hai isay tayyar karne keliye 23 00:00:47,830 --> 00:00:49,510 takay main wahan sahi salamat pohonch sakoon. 24 00:00:50,352 --> 00:00:52,382 Pata hai meray waalid ne reham ki bheek maangi thi 25 00:00:52,430 --> 00:00:53,924 jab tumharay waalid ne unhain khalaa mein chhor diya tha. 26 00:00:53,949 --> 00:00:55,249 Yeh meray waalid ke liye hai. 27 00:00:58,098 --> 00:00:59,398 Tum Charlotte ho hai na? 28 00:00:59,430 --> 00:01:01,100 Darnay mein koi buraayi nahin. 29 00:01:01,235 --> 00:01:02,745 Kya tum iss baray mein baat karna chaahti ho? 30 00:01:02,770 --> 00:01:05,349 Baat meray waaldain ki hai. Unhain khalaa mein chhor diya gaya tha 31 00:01:05,390 --> 00:01:07,770 aur main yeh apne khwaab mein dekhti hoon. 32 00:01:07,795 --> 00:01:09,760 -Nahin! -Utho Charlotte. 33 00:01:10,050 --> 00:01:11,330 Kya yeh aksar hota hai? 34 00:01:12,510 --> 00:01:13,970 Apni mushkilaat ka saamna karo bachay. 35 00:01:14,168 --> 00:01:15,618 Phir tum sou paaogi. 36 00:01:17,590 --> 00:01:18,690 Maaf karna. 37 00:01:52,990 --> 00:01:54,240 Tumhain yahan akelay nahin hona chahiye. 38 00:01:55,000 --> 00:01:56,420 Agar main grounder hota tou? 39 00:01:57,973 --> 00:01:59,523 Unhon ne Wells ko bilkul deewaar ke saath dafnaaya hai. 40 00:01:59,550 --> 00:02:00,932 Yeh woh shakhs keh raha hai jis ne 41 00:02:00,957 --> 00:02:02,720 khud akelay poori raat jungle ka muaaina kiya. 42 00:02:02,760 --> 00:02:05,880 Lekin main laa parwaah hoon. Ghair zimmedaar. 43 00:02:07,820 --> 00:02:08,990 Main tumharay liye kuch laaya hoon. 44 00:02:12,282 --> 00:02:13,952 Yeh tumhain kahan se mila? 45 00:02:14,080 --> 00:02:15,320 Art ke store se. 46 00:02:21,280 --> 00:02:22,900 Pata hai jab hum bachay thay 47 00:02:24,520 --> 00:02:28,870 Wells mujhay hamesha siyaahi, charcoal, 48 00:02:30,210 --> 00:02:32,340 ya aisi koi bhi cheez deta jis se main khaaka banaati. 49 00:02:34,925 --> 00:02:36,415 mujhay baad mein pata chala woh apni cheezon ka tabaadla kar raha tha 50 00:02:36,440 --> 00:02:38,420 takay mujhay de sakay. 51 00:02:40,670 --> 00:02:43,125 Woh yeh bhi nahin chahta tha ke mujhay iss baat ki bhenak paray. 52 00:02:44,880 --> 00:02:46,420 Uss ne mujhay khud se nafrat karne di 53 00:02:46,467 --> 00:02:48,287 takay main apni maa se nafrat na karsakoon. 54 00:02:51,210 --> 00:02:52,030 Pata hai. 55 00:02:56,000 --> 00:02:57,690 Meri maa ne meray waalid ka qatal kiya tha. 56 00:03:04,800 --> 00:03:07,650 Kaash main kuch karsakti. 57 00:03:09,450 --> 00:03:12,600 Yeh batanay ke liye ke main jaanti hoon. Unhain woh ehsaas dilati jo main... 58 00:03:18,360 --> 00:03:19,526 Tum kahan jaa rahi ho? 59 00:03:19,560 --> 00:03:21,060 Unhain iska ehsaas dilanay. 60 00:03:37,340 --> 00:03:39,510 Nahin, nahin! 61 00:03:40,610 --> 00:03:42,720 Nahin har giz nahin. 62 00:03:51,010 --> 00:03:52,960 Nahin. Yeh theek nahin. 63 00:03:54,894 --> 00:03:55,977 Abby. 64 00:03:57,452 --> 00:03:58,353 Nahin. 65 00:03:59,480 --> 00:04:00,340 Abby. 66 00:04:05,340 --> 00:04:07,060 Acha. Yeh hatmi nahin. 67 00:04:07,565 --> 00:04:10,815 Iss liye kuynkeh iskay haath ka band nikal gaya 68 00:04:10,840 --> 00:04:14,610 iska matlab yeh nahin... acha. 69 00:04:15,800 --> 00:04:18,420 Yeh iss haftay ka pehla ishaara hai. 70 00:04:18,490 --> 00:04:21,695 Hum abhi bhi yeh tasawwar kar saktay hain ke zameen par sab mustehkam hai 71 00:04:21,740 --> 00:04:22,990 Hamain isi ki umeed rakhni chahiye. 72 00:04:28,485 --> 00:04:31,635 Mujhay Clarke ke guzishta dou din ki tabiyat ki jaanch karni hai. 73 00:04:31,660 --> 00:04:32,338 Abby... 74 00:04:32,423 --> 00:04:34,454 Bas jab main waapis aao tou meray liye tayyar rakhna. 75 00:04:40,240 --> 00:04:42,130 Haan! Main ne kar dekhaya hai. 76 00:04:43,020 --> 00:04:44,310 Yeh abhi bhi kaam kar raha hai. 77 00:04:50,568 --> 00:04:53,458 Kya? Monty ko aik salaamat wristband chahiye tha. 78 00:04:53,490 --> 00:04:55,170 Aur tumhain apni waaldah ko saza deni thi. 79 00:04:56,072 --> 00:04:57,482 Dekho unke paas saans lenay ke liye hawa kam hoti jaa rahi hai 80 00:04:57,530 --> 00:04:58,690 aur hamain unki madad ki zaroorat hai. 81 00:04:59,035 --> 00:05:00,965 Meri amma ka yeh maanna ke main mar gayi hoon aarzi hai 82 00:05:00,990 --> 00:05:03,380 Nahin hoga agar tou main dropship mainframe se bhej doon tou. 83 00:05:05,020 --> 00:05:06,030 Main yeh kar loonga. 84 00:05:06,467 --> 00:05:08,366 Hum raat hotay hi ark se raabtay mein aajaingay. 85 00:05:25,313 --> 00:05:27,190 Yeh hissa kal tak khatam hojayega. 86 00:05:34,636 --> 00:05:36,157 Tumhain lagta hai grounders 87 00:05:36,182 --> 00:05:38,245 baithay intezaar karaingay ke hum deewar banana khatam karlein? 88 00:05:38,270 --> 00:05:40,950 Shayad tumhein uss chhoti bachi se uthaanay mein madad leni chahiye haan? 89 00:05:41,170 --> 00:05:42,910 Mujhay bas thora paani chahiye acha? 90 00:05:43,010 --> 00:05:44,220 Phir main theek hojaaonga. 91 00:05:44,775 --> 00:05:47,545 Murphy, iss banday ke liye paani le aao. 92 00:05:48,060 --> 00:05:49,710 Hey, tum yeh kar paaogi? 93 00:05:52,910 --> 00:05:53,920 Main mazaak kar raha tha. 94 00:06:08,030 --> 00:06:10,280 Tumharay saath masla kya hai Murphy? 95 00:06:10,340 --> 00:06:11,490 Main tumhain maar daaloonga. 96 00:06:13,560 --> 00:06:15,060 Tumhain paani ka waqfa chahiye tha. 97 00:06:15,658 --> 00:06:17,728 Jao waapis kaam pe lag jao. 98 00:06:17,800 --> 00:06:19,800 Tum ne suna usay... 99 00:06:25,930 --> 00:06:27,160 Dekho hum wahan pohanch gaye hain. 100 00:06:27,600 --> 00:06:29,210 Bas thoray aur qadam acha? 101 00:06:30,320 --> 00:06:32,080 Aik pair doosray ke aagay acha. 102 00:06:36,480 --> 00:06:37,543 Hey. 103 00:06:37,970 --> 00:06:38,900 Kya hua? 104 00:06:39,640 --> 00:06:41,790 Oh, kuch nahin. Main theek hoon. 105 00:06:42,265 --> 00:06:44,105 Jasper, aik hafta hogaya hai, acha? 106 00:06:44,130 --> 00:06:45,790 Tumhain doosra mauqa mil chuka hai. 107 00:06:45,950 --> 00:06:47,920 Tumhain iska sahi se istemaal karna hoga. 108 00:06:50,120 --> 00:06:51,100 Octavia? 109 00:06:53,530 --> 00:06:54,570 Octavia? 110 00:06:55,710 --> 00:06:56,790 Octavia! 111 00:06:57,460 --> 00:06:58,770 Octavia, tum theek ho? 112 00:06:59,580 --> 00:07:00,790 Hey, jangli! 113 00:07:02,570 --> 00:07:03,920 Niklo yahan se. 114 00:07:04,210 --> 00:07:06,180 Jasper, suno. 115 00:07:06,227 --> 00:07:07,957 Darnay ki koi zaroorat nahin. 116 00:07:34,920 --> 00:07:35,850 Councilor. 117 00:07:36,040 --> 00:07:37,260 Councilor. 118 00:07:37,290 --> 00:07:38,970 Kya tum mecha station ki taraf jaa rahi ho? 119 00:07:40,730 --> 00:07:42,370 Haan bilkul main wohi jaa rahi hoon. 120 00:07:43,340 --> 00:07:45,990 Tum wahan issi haftay 9 martaba jaa chuki ho. 121 00:07:46,930 --> 00:07:48,740 Kya aisi koi baat hai jiske baray mein mujhay aagha hona chahiye? 122 00:07:49,760 --> 00:07:51,480 Kya tum mujh par nazar rakh rahay ho, Kane? 123 00:07:52,020 --> 00:07:53,550 Main sab par rakh raha hoon, Abby. 124 00:07:54,930 --> 00:07:56,070 Koi harj tou nahin agar main tumharay saath chaloon? 125 00:07:56,340 --> 00:07:59,470 Bilkul nahin lekin tumhain teeka lagana parega. 126 00:07:59,610 --> 00:08:00,610 Teeka lagana parega? 127 00:08:01,255 --> 00:08:03,345 Aik mechanic pichhlay haftay beemaar par gayi thi. 128 00:08:03,370 --> 00:08:04,409 Woh ab theek hai 129 00:08:04,440 --> 00:08:07,250 lekin main abhi bhi bacteria ki tadaad dekh rahi hoon station mein. 130 00:08:08,130 --> 00:08:09,660 Hamain aik aur vabaa nahin chahiye. 131 00:08:11,891 --> 00:08:13,295 Sick bay pe rukna hoga. 132 00:08:13,320 --> 00:08:14,270 Koi baat nahin. 133 00:08:16,110 --> 00:08:17,450 Main tumhain rokna nahin chahta. 134 00:08:17,483 --> 00:08:20,603 Bas mujhay khabar deti rehna. 135 00:08:22,570 --> 00:08:23,580 Bilkul. 136 00:08:32,320 --> 00:08:34,450 Isay tayyar karne mein aur kitni dair lagegi? 137 00:08:35,092 --> 00:08:36,962 Main abhi bhi kuch purzon ko theek kar rahi hoon 138 00:08:36,987 --> 00:08:38,666 pressure regulator ko saakhit karne ke liye. 139 00:08:39,695 --> 00:08:41,195 Hamaray paas dou din hai na? 140 00:08:41,220 --> 00:08:43,200 Kya hum uss purzay ke baghair launch karsaktay hain? 141 00:08:43,345 --> 00:08:45,115 Launch kar tou leingay lekin maaray jaaingay. 142 00:08:45,140 --> 00:08:46,500 zameen par qadam rakhne se pehlay. 143 00:08:46,554 --> 00:08:47,944 Aur mera matlab theek thaak maaray jaaingay. 144 00:08:48,290 --> 00:08:49,500 Tootay huay phaipray 145 00:08:49,540 --> 00:08:50,920 dimaagh mein hawaa ke bulbulay. 146 00:08:50,970 --> 00:08:52,100 Hamain uss purzay ki zaroorat paraygi. 147 00:08:52,256 --> 00:08:54,040 Kyun? Kya masla hai? Kya kuch badal gaya hai? 148 00:08:56,490 --> 00:08:58,420 Clarke ke wristband ke signal nahin mil rahay. 149 00:09:02,981 --> 00:09:05,093 Lekin iska koi matlab nahin banta hai na? 150 00:09:05,161 --> 00:09:06,811 Sab ki tarah uss ne bhi utaar diya. 151 00:09:12,730 --> 00:09:13,810 Acha. 152 00:09:14,360 --> 00:09:16,530 Main pressure regulator ka bandobast karti hoon. Aaj. 153 00:09:16,600 --> 00:09:17,670 Kaisay? 154 00:09:18,570 --> 00:09:19,900 Jitna kam tumhein pata ho utna behtar hai. 155 00:09:29,740 --> 00:09:32,130 Yeh chhoori uss dropship ke dhaat se bani thi. 156 00:09:32,700 --> 00:09:33,970 Kya matlab? 157 00:09:34,010 --> 00:09:35,519 Aur kaun iss baray mein jaanta hai? 158 00:09:35,560 --> 00:09:37,750 Koi nahin. Hum seedha yahan le aaye thay. 159 00:09:37,807 --> 00:09:39,007 Clarke? 160 00:09:40,390 --> 00:09:42,380 Iska matlab grounders ne Wells ko nahin maara tha. 161 00:09:43,710 --> 00:09:44,840 Tou hum mein se koi aik hai. 162 00:09:47,642 --> 00:09:49,202 Tou camp mein koi qaatil hai? 163 00:09:49,250 --> 00:09:51,490 Aik se zyada qaatil hain iss camp mein. 164 00:09:52,280 --> 00:09:54,480 Yeh koi bari khabar nahin. Hamain bas muun bund rakhna chahiye. 165 00:09:57,580 --> 00:09:58,719 Hato meray raastay se Bellamy. 166 00:09:58,744 --> 00:10:00,040 Tumhain iss baray mein hosh se kaam lena hoga. 167 00:10:00,245 --> 00:10:01,525 Dekho hum ne kitna kuch haasil karliya hai 168 00:10:01,565 --> 00:10:02,803 deewar, patrols. 169 00:10:02,850 --> 00:10:04,175 Bura lagay ya acha yeh sochna ke grounders 170 00:10:04,200 --> 00:10:05,813 ne Wells ka qatal kiya tha, hamaray liye behtar hai. 171 00:10:05,850 --> 00:10:07,560 Oh tumharay liye behtar tha matlab. 172 00:10:07,795 --> 00:10:10,205 Kya... logon ko khauf zada rakhon takay woh tumharay liye kaam karain? 173 00:10:10,230 --> 00:10:11,680 -Bas yahi? -Haan sirf yahi. 174 00:10:11,830 --> 00:10:13,150 Lekin iss mein hum sab ki bhalaai hai. 175 00:10:13,290 --> 00:10:15,820 Yeh grounders ka khauf hi hai jis se yeh deewar ban rahi hai. 176 00:10:15,880 --> 00:10:17,090 Aur waisay bhi, tum kya karlogi 177 00:10:17,130 --> 00:10:19,340 tum wahan jaa kar qaatil se bologi saamnay aajao? 178 00:10:19,680 --> 00:10:20,902 Tumhain pata bhi nahin yeh kis ki chhuri hai. 179 00:10:20,981 --> 00:10:21,931 Oh, waqai? 180 00:10:23,260 --> 00:10:25,848 J.M. John Murphy. 181 00:10:25,873 --> 00:10:27,323 Logon ka haq banta hai janne ka. 182 00:10:31,376 --> 00:10:33,686 Jab tak yeh hissa nahin banjata kisi ko paani nahin milega. 183 00:10:34,784 --> 00:10:37,284 Kya? Tum kya karne walay ho haan? 184 00:10:37,309 --> 00:10:38,849 Kaminay! 185 00:10:39,223 --> 00:10:40,103 Kya masla hai tumharay saath? 186 00:10:40,128 --> 00:10:41,338 Pehchana isay? 187 00:10:42,840 --> 00:10:44,090 Yeh meri chhuri hai tumhain kahan se mili? 188 00:10:44,115 --> 00:10:46,485 Wahan jahan tum ne giraayi thi Wells ko maarnay ke baad. 189 00:10:47,330 --> 00:10:48,370 Jahan main ne kya? 190 00:10:51,083 --> 00:10:52,953 Grounders ne Wells ko maara tha main ne nahin. 191 00:10:52,978 --> 00:10:54,218 Mujhay pata hai tum ne kya kiya hai 192 00:10:54,243 --> 00:10:55,484 aur tumhain uskay khamiyaaza bhugatna parega. 193 00:10:55,509 --> 00:10:56,739 Waqai? 194 00:10:57,640 --> 00:10:59,680 Bellamy, tumhain waqai inn fazool baaton par yaqeen hai? 195 00:11:00,805 --> 00:11:03,406 Tum ne usay maarnay ki dhamki di thi. Hum sab ne yeh suna tha? 196 00:11:03,454 --> 00:11:04,594 Tumhain Wells se nafrat thi. 197 00:11:04,619 --> 00:11:06,839 Bohat se logon ko Wells se nafrat thi. 198 00:11:06,968 --> 00:11:09,058 Uskay waalid chancellor thay jinhon ne hamain bund kardia tha. 199 00:11:09,083 --> 00:11:10,113 Haan lekin sirf tum hi thay 200 00:11:10,135 --> 00:11:11,355 jo uskay saath chhuri ki laarai kar rahay thay. 201 00:11:11,380 --> 00:11:12,924 Haam lekin main ne usay jaan se nahin maara tha tab. 202 00:11:12,986 --> 00:11:14,626 Jasper ko bhi maarnay ki koshish ki thi. 203 00:11:14,687 --> 00:11:15,775 Kya? 204 00:11:18,462 --> 00:11:19,512 Kya bol rahi ho. Yeh bakwaas hai. 205 00:11:19,560 --> 00:11:20,395 Mujhay tumhain jawaab denay ki zaroorat nahin. 206 00:11:20,420 --> 00:11:22,228 Mujhay kisi ko denay ki zaroorat nahin. 207 00:11:22,340 --> 00:11:23,454 Phir se kaho? 208 00:11:27,699 --> 00:11:30,429 Bellamy, dekho main tumhain bata raha hoon yaar. 209 00:11:30,470 --> 00:11:31,740 Yeh main ne nahin kiya. 210 00:11:31,850 --> 00:11:34,240 Unhain uski ungli tumhari chhuri ke saath mili. 211 00:11:36,072 --> 00:11:39,132 Kya hamain iss tarha ka maashra chahiye? 212 00:11:39,848 --> 00:11:41,188 Tum ne kaha tha ke koi qaiday nahin hone chahiye. 213 00:11:41,220 --> 00:11:42,465 Tou iska matlab hai ke hum aik dosray ko jaan se maar dain 214 00:11:42,490 --> 00:11:44,322 baghair kisi saza ke? 215 00:11:44,360 --> 00:11:46,617 Main pehlay bata chuka hoon main ne kisi ko nahin maara. 216 00:11:46,658 --> 00:11:47,858 Main kehta hoon isay khalaa mein baha dou. 217 00:11:47,883 --> 00:11:49,589 Haan. 218 00:11:49,614 --> 00:11:50,684 Main yeh nahin keh rahi. 219 00:11:50,717 --> 00:11:52,407 Kyun nahin? Yeh issi laaiq hai. 220 00:11:52,432 --> 00:11:53,379 Yeh insaaf hai. 221 00:11:53,404 --> 00:11:55,035 Badlaa koi insaaf nahin hota. 222 00:11:55,060 --> 00:11:56,851 Yeh insaaf hai. Isay khalaa mein bahaa detay hain! 223 00:11:56,890 --> 00:12:03,200 Bahaao isay, bahaao. 224 00:12:04,452 --> 00:12:06,682 Nahin! Hato! 225 00:12:10,190 --> 00:12:11,310 Chhoro mujhay! 226 00:12:20,130 --> 00:12:21,330 Jaanay dou isay! 227 00:12:36,510 --> 00:12:38,010 Tum aisa nahin kar saktay. 228 00:12:40,222 --> 00:12:41,252 Chhoro mujhay. 229 00:12:49,055 --> 00:12:50,825 Tum isay rok saktay ho! 230 00:12:50,864 --> 00:12:52,304 Woh tumhari baat maanaingay! 231 00:12:52,750 --> 00:12:54,620 Bellamy! Tumhain yeh karna chahiye. 232 00:12:54,968 --> 00:12:56,128 Bellamy! Bellamy! Bellamy! 233 00:12:56,153 --> 00:12:58,807 Bellamy! Bellamy! Bellamy! 234 00:12:58,855 --> 00:13:02,882 Bellamy! Bellamy! Bellamy! 235 00:13:02,907 --> 00:13:04,529 Main ne tumhain Atom ke saath jungle mein dekha tha. 236 00:13:04,600 --> 00:13:06,220 Main jaanti hoon ke tum qaatil nahin. 237 00:13:07,280 --> 00:13:10,010 Bellamy, aisa mut karo. Mut... 238 00:13:11,145 --> 00:13:13,185 Nahin. Bellamy. Nahin. 239 00:13:17,722 --> 00:13:19,972 Tum aisa nahin karsaktay Bellamy. 240 00:13:20,020 --> 00:13:21,520 Nahin, Bellamy, nahin! 241 00:13:29,194 --> 00:13:31,211 -Nahin! -Yeh tumhari ghalti hai shehzadi. 242 00:13:31,236 --> 00:13:32,636 Tumhain apna muun bund rakhna chahiye tha. 243 00:13:32,661 --> 00:13:33,961 Yeh tum kya kar rahay ho? 244 00:13:34,479 --> 00:13:36,059 Utaaro usay! Charlotte, 245 00:13:36,100 --> 00:13:38,060 Niklo abhi wahan se! Neechay utaaro usay. 246 00:13:38,100 --> 00:13:39,520 Hato meray raastay se. 247 00:13:39,934 --> 00:13:41,324 Ruko. Acha? 248 00:13:41,380 --> 00:13:43,200 Murphy ne Wells ko nahin maara! 249 00:13:45,020 --> 00:13:46,780 -Main ne maara tha! - Oh, meray khuda. 250 00:14:08,320 --> 00:14:10,010 -Abhi khaanay ka waqt nahin hua. -Mujhay bhook nahin. 251 00:14:10,095 --> 00:14:11,545 Main yahan soda karne ke liye aayi hoon. 252 00:14:11,606 --> 00:14:13,326 Iss se pehlay ke tum mujhay kaho ke main ghalat jagah aayi hoon 253 00:14:13,360 --> 00:14:15,036 bas Nygel ko bata dena yeh uski chhoti chirya hai. 254 00:14:15,080 --> 00:14:16,877 Sahi sahi sahi... 255 00:14:19,772 --> 00:14:21,942 Kitna arsa hogaya hai chhoti chirya? 256 00:14:21,990 --> 00:14:23,430 Mujhay pressure regulator chahiye. 257 00:14:23,540 --> 00:14:24,390 Kis liye? 258 00:14:25,120 --> 00:14:26,520 Dabaao par qaabo rakhnay ke liye. 259 00:14:26,670 --> 00:14:27,540 Yeh tou acha hai. 260 00:14:28,091 --> 00:14:30,406 Main dekh sakti hoon tumhara bilkul tumhari ammi ki tarha hiss e mizaah hai. 261 00:14:30,804 --> 00:14:31,606 Tumhain iss ke badlay kya chahiye? 262 00:14:31,670 --> 00:14:33,850 Oh ab main machine ke purzon ka kaam nahin karti. 263 00:14:33,980 --> 00:14:35,240 Yeh bohat khatarnaak hota hai. 264 00:14:35,480 --> 00:14:37,390 Tou kya khayaal hai 265 00:14:37,428 --> 00:14:39,248 moonshine aur jaribotiyon ka sauda karain? 266 00:14:39,273 --> 00:14:40,453 Yeh naatak kisi 267 00:14:40,470 --> 00:14:42,022 aisay shakhs ke liye bacha ke rakho jisay pata na ho. 268 00:14:42,570 --> 00:14:44,320 Batao mujhay kya chahiye. 269 00:14:48,083 --> 00:14:50,643 Electrical chief ka mujh par aik ehsaan hai 270 00:14:51,470 --> 00:14:56,180 aur usko sakht pyaari larkiyan tumhari jaisi bohat pasand hain 271 00:14:58,170 --> 00:14:59,400 Tum mazaak kar rahi ho hai na? 272 00:14:59,480 --> 00:15:01,380 Main kaam ke mamlay mein mazaak nahin karti Raven. 273 00:15:01,982 --> 00:15:03,882 Kane ne meri har chaal par nazar rakhi hui hai 274 00:15:03,907 --> 00:15:05,835 tou agar main yeh karne ke liye haami bharti hoon 275 00:15:06,008 --> 00:15:08,018 tou tumhain isko meray hisaab se karna hoga. 276 00:15:08,060 --> 00:15:10,060 Electrical chief ke saath humbistri kar ke? 277 00:15:12,748 --> 00:15:13,778 Main aisa nahin karsakti. 278 00:15:13,810 --> 00:15:14,866 Phir meray khayaal se tumhain 279 00:15:14,895 --> 00:15:16,145 itni shiddat se pressure regulater nahin chahiye 280 00:15:16,170 --> 00:15:17,550 jitna tum ne socha tha. 281 00:15:18,420 --> 00:15:20,220 Jao khud ko maar daalo Nygel. 282 00:15:20,901 --> 00:15:22,351 Tumhain pata hai tumhari ammi 283 00:15:22,718 --> 00:15:24,188 iss sauday ke liye haan kardeti. 284 00:15:25,400 --> 00:15:30,260 Balkay uss ne haan ki thi. Kayi martabah. 285 00:15:30,285 --> 00:15:32,265 Khabardaar jo meri maa ke baray mein aisa kehnay ki jurrat ki! 286 00:15:32,320 --> 00:15:32,950 ...chhoti bachi. 287 00:15:32,975 --> 00:15:34,575 Nahin! Nahin! Main tumhain bahaaongi Nygel! 288 00:15:34,600 --> 00:15:35,626 Chhoro mujhay! 289 00:15:35,670 --> 00:15:36,920 Bye chhoti chirya! 290 00:15:39,382 --> 00:15:41,012 Uss larki ko laao Bellamy! 291 00:15:41,072 --> 00:15:41,972 Kyun, Charlotte? 292 00:15:42,020 --> 00:15:43,864 Kyunkeh main apni mushkilaat ka saamna kar rahi thi 293 00:15:43,890 --> 00:15:45,160 jaisa tum ne kaha. 294 00:15:45,420 --> 00:15:47,190 Yeh kya bol rahi hai? 295 00:15:47,865 --> 00:15:48,845 Uss ne meri baat ka ghalat matlab samjha. 296 00:15:48,870 --> 00:15:50,465 Charlotte, mera yeh kehne ka matlab nahin tha. 297 00:15:50,490 --> 00:15:51,921 Lao uss larki ko abhi! 298 00:15:51,946 --> 00:15:53,326 Please unhain mujhay kuch mat karne dena. 299 00:15:53,977 --> 00:15:56,037 Agar tum logon ke paas koi roshan khayalaat hai tou bolo. 300 00:15:58,896 --> 00:15:59,876 Ab tum chup ho. 301 00:15:59,900 --> 00:16:01,185 Woh tumharay larkay hain baahir. 302 00:16:01,210 --> 00:16:02,430 Yeh meri ghalti nahin. 303 00:16:02,495 --> 00:16:03,845 Agar uss ne meri baat suni hoti tou yeh ehmaq 304 00:16:03,870 --> 00:16:05,370 abhi bhi deewar ki taameer kar rahay hotay. 305 00:16:05,470 --> 00:16:08,110 Tum aik maashra banana chahti ho shehzaadi? 306 00:16:08,708 --> 00:16:10,868 Tou maashra banatay hain. Nikaalo usay baahir. 307 00:16:10,900 --> 00:16:12,850 Nahin! Please, Bellamy. 308 00:16:14,000 --> 00:16:16,780 Dekho, Charlotte, hey, sab theek hojaayega. 309 00:16:16,830 --> 00:16:18,960 Bas unkay saath rehna. 310 00:16:23,228 --> 00:16:25,370 Dekho tou zara kis ne hamray saath shaamil hone ka faisla kiya. 311 00:16:25,410 --> 00:16:26,830 Thora sabar rakho aur peechhay hato. 312 00:16:27,750 --> 00:16:30,940 Warna kya? Kya karogay tum meray saath? Phaansi pe latkaogay? 313 00:16:31,290 --> 00:16:33,380 Main bas logon ko wohi deraha tha jo unhain chahiye tha. 314 00:16:34,685 --> 00:16:37,145 Haan haan yeh acha khayaal hai. 315 00:16:37,170 --> 00:16:38,450 Tou hum abhi woh kyun nahin kar letay? 316 00:16:39,800 --> 00:16:42,520 Tou kaun yahan asli qaatil ko phaansi par dekhna chahta hai? 317 00:16:43,220 --> 00:16:44,370 Sab iss haq mein hain? 318 00:16:51,200 --> 00:16:52,050 Sahi. 319 00:16:53,620 --> 00:16:56,030 Tou yeh theek hai ke mujhay bina kusoor ke phaansi pe latka diya 320 00:16:56,686 --> 00:16:58,946 lekin jab yeh kamini apne jurm ka iqraar karti hai 321 00:16:59,010 --> 00:17:00,370 tum isay aisay hee jaanay dogay? 322 00:17:03,565 --> 00:17:04,555 Darpok! Tum sab... 323 00:17:04,580 --> 00:17:06,930 Hey, Murphy! Murphy. 324 00:17:08,200 --> 00:17:09,250 Khail khatam. 325 00:17:14,540 --> 00:17:15,760 Jaisa aap kahain boss. 326 00:17:20,734 --> 00:17:21,864 Kaminay! 327 00:17:23,560 --> 00:17:24,710 Chalo. Laao uss larki ko. 328 00:17:28,340 --> 00:17:29,530 Charlotte! 329 00:17:30,330 --> 00:17:32,280 Charlotte, main jaanta hoon ke tum mujhay sunn sakti ho! 330 00:17:32,587 --> 00:17:35,522 Aur jab main tumhain dhoond loonga tou tumhain iska hisaab chukana parega. 331 00:18:13,434 --> 00:18:14,394 Chalo. 332 00:18:15,840 --> 00:18:16,860 Main abhi aayi. 333 00:18:18,950 --> 00:18:20,300 Woh sab log wahan? 334 00:18:20,550 --> 00:18:22,100 Oxygen ki kami. 335 00:18:22,320 --> 00:18:24,340 Yeh tou bas shuruaat hai. Tum yahan kyun aayi ho? 336 00:18:24,810 --> 00:18:26,550 Mujh se garbar hogayi. Mujhay woh purza nahin mila. 337 00:18:26,630 --> 00:18:27,570 Nygel chahti hai ke main... 338 00:18:27,595 --> 00:18:28,575 tum Nygel ke paas gayi thi? 339 00:18:29,353 --> 00:18:30,200 Haan. 340 00:18:30,225 --> 00:18:32,035 Kane uskay peechhay saalon se hai. 341 00:18:33,340 --> 00:18:34,490 Kya tumhain kisi ne dekha? 342 00:18:35,288 --> 00:18:36,140 Pata nahin. 343 00:18:36,635 --> 00:18:38,465 Nahin. Abby, main tumhain batana chaah rahi hoon. 344 00:18:38,490 --> 00:18:39,760 Hum aaj launch nahin karsaktay. 345 00:18:40,160 --> 00:18:41,640 Kya tumhain pakka yaqeen hai ke Nygel ke paas woh purza hai? 346 00:18:41,950 --> 00:18:44,380 -Usay miljayega haan. -Acha, main dekhti hoon. 347 00:18:45,330 --> 00:18:46,340 Tum kya karogi? 348 00:18:49,050 --> 00:18:50,638 Jitni kam jankaari hogi utna behtar hai tumharay liye behtar hai. 349 00:19:01,380 --> 00:19:02,690 Hello, Dr. Griffin. 350 00:19:03,220 --> 00:19:04,150 Nygel. 351 00:19:07,330 --> 00:19:10,510 Morphine. Tumhain iske badlay kya chahiye? 352 00:19:10,700 --> 00:19:11,930 Pressure regulator. 353 00:19:12,957 --> 00:19:14,747 Main ne Raven ki silaahiyaton ko kam jaana. 354 00:19:15,500 --> 00:19:18,510 Uss jaisi larki ke kaisay itne pohanchay huay mohsin hain? 355 00:19:18,550 --> 00:19:20,270 Tumharay paas teen second hain sochne ke liye. 356 00:19:20,420 --> 00:19:21,580 Kya soda tey karna hai ya nahin? 357 00:19:23,170 --> 00:19:28,860 Hoshyaar. Mess hall kal 1100 se 1200 ke beech bund rahega. 358 00:19:31,750 --> 00:19:32,920 Raat hone hi waali hai Finn. 359 00:19:32,945 --> 00:19:33,934 Hum kahan jaa rahay hain? 360 00:19:35,716 --> 00:19:37,206 Kam az kam yeh batao ke tumharay paas koi plan hai 361 00:19:37,230 --> 00:19:38,580 aur hum aisay hi nahin phir rahay 362 00:19:38,612 --> 00:19:39,900 junglon mein bina kisi maqsad. 363 00:19:39,925 --> 00:19:41,308 Hai meray paas plan. 364 00:19:42,850 --> 00:19:44,280 Yeh tum kya karnay ki koshish kar rahi ho? 365 00:19:46,139 --> 00:19:48,604 Agar hum ne tumhain bacha liya iska matlab yeh nahin ke tumhain maaf kardiya. 366 00:19:48,630 --> 00:19:49,653 Samjhi? 367 00:19:51,457 --> 00:19:52,747 Clarke. 368 00:19:53,752 --> 00:19:54,791 Kya? 369 00:19:55,870 --> 00:19:56,880 Woh aik bachi hai. 370 00:19:57,330 --> 00:20:01,180 Woh aik qaatil hai. Tum ne qatal kiya hai Charlotte. 371 00:20:01,350 --> 00:20:02,680 Uski jaan li. 372 00:20:02,925 --> 00:20:04,085 Kya tum ne zara bhi socha 373 00:20:04,110 --> 00:20:05,650 aik second ke liye? 374 00:20:06,315 --> 00:20:08,995 Dekho meri taraf! Tum aise kisi ko maar nahin sakti 375 00:20:09,020 --> 00:20:10,760 khud ko acha mehsoos karwanay ke liye. 376 00:20:17,370 --> 00:20:18,780 Charlotte! 377 00:20:19,370 --> 00:20:21,780 Clarke aur Finn tumhain nahin bacha saktay. 378 00:20:22,550 --> 00:20:23,480 Hamain bhaagna hoga. 379 00:20:23,810 --> 00:20:25,340 Haan yeh aik raasta hai. 380 00:20:26,250 --> 00:20:27,650 Mera plan behtar hai. 381 00:20:32,460 --> 00:20:33,350 Andar jao. 382 00:20:34,730 --> 00:20:35,958 Andar jao. 383 00:21:03,902 --> 00:21:06,502 Finn,yeh kaunsi jagah hai? 384 00:21:07,730 --> 00:21:11,570 Abhi ke liye yeh ghar hai. 385 00:21:23,826 --> 00:21:25,785 Mujhay yaqeen nahin hota tum ne iss jagah ka zikar nahin kiya. 386 00:21:25,810 --> 00:21:26,830 Oh choro bhi, Clarke. 387 00:21:27,075 --> 00:21:28,405 Kya hojata kisi ko bata kar? 388 00:21:28,430 --> 00:21:29,680 Iss mein se kuch cheezain kaam aatien. 389 00:21:29,743 --> 00:21:31,303 Jaisay kya? Yahan koi hathyaar nahin. 390 00:21:31,515 --> 00:21:33,295 Saara khana sarr chuka hai, koi 90 saal pehle. 391 00:21:33,320 --> 00:21:34,680 Haan lekin hum usko kaam mein laa saktay hain 392 00:21:34,722 --> 00:21:35,612 Groh ko bata saktay hain. 393 00:21:35,660 --> 00:21:37,570 Tum chaho tou iska groh ke saath zikar kardena. 394 00:21:44,738 --> 00:21:45,798 Tumhain kya mila? 395 00:21:48,536 --> 00:21:49,856 Khair... 396 00:21:52,060 --> 00:21:53,750 Aisa lagta hai ke yahan woh kabhi aa nahin paaye. 397 00:21:55,002 --> 00:21:58,322 Nahin meray khayaal se unn par achaanak bomb phoota. 398 00:22:00,250 --> 00:22:04,010 Yeh sab tayyari zaaya gayi. 399 00:22:07,006 --> 00:22:10,726 Pata nahin. Shayaad woh khushqismat thay. 400 00:22:12,446 --> 00:22:14,996 Woh yahan chund saalon se zyada nahin reh paatay. 401 00:22:16,015 --> 00:22:17,525 phir jab unke paas khana khatam hojata 402 00:22:17,550 --> 00:22:19,710 ya dimaagh kharaab hojata 403 00:22:20,100 --> 00:22:21,450 woh darwazay khol kar 404 00:22:22,200 --> 00:22:23,650 chund dinon baad hi mar jaatay. 405 00:22:25,020 --> 00:22:26,400 Uss waqt ki baat karain tou shaayad pehlay hi. 406 00:22:31,251 --> 00:22:32,311 Beherhaal. 407 00:22:35,946 --> 00:22:37,446 Hum iska kya karaingay? 408 00:22:40,265 --> 00:22:41,555 Agar main ne Murphy se nahin kaha hota 409 00:22:41,580 --> 00:22:43,080 tou aisa kuch nahin hota. 410 00:22:43,615 --> 00:22:44,994 Tumhain kya pata tha ke yeh sab hojayega? 411 00:22:45,019 --> 00:22:46,159 Bellamy jaanta tha. 412 00:22:48,810 --> 00:22:50,520 Hamain lagta hai ke grounders hamaray liye khatra hain 413 00:22:51,040 --> 00:22:52,610 Ab hum aik dosray ko maar rahay hain. 414 00:22:56,380 --> 00:22:58,030 Iska koi na koi tou nateeja niklega. 415 00:22:59,020 --> 00:23:00,650 Hum unhain aisay logon ko phaansi nahin denay de saktay. 416 00:23:02,190 --> 00:23:03,020 Nahin. 417 00:23:04,625 --> 00:23:06,225 Umeed hai ke hum koi hal nikaal lein iss se pehlay Murphy 418 00:23:06,250 --> 00:23:07,860 hamain uski madad karnay ki wajah se maar dalay. 419 00:23:09,000 --> 00:23:10,570 Woh maaf karke aagay barhne waalon mein se nahin hai. 420 00:23:19,240 --> 00:23:21,180 -Tumhain kaisay... -Pareshaan mat ho. 421 00:23:21,534 --> 00:23:23,024 Tum kitni jaldi isay install karsakti ho? 422 00:23:23,350 --> 00:23:24,740 Pata nahin. Chund ghantay shaayad. 423 00:23:25,028 --> 00:23:26,588 Hamaray paas itna waqt nahin hai. 424 00:23:27,780 --> 00:23:28,877 Main karti hoon. 425 00:23:31,716 --> 00:23:34,836 Hamaray aabaa o ajdaad ne yeh ark hamaray zindah rehnay ke liye banaya tha 426 00:23:34,900 --> 00:23:38,790 lekin yeh hamaray liye aazmaish bhi hai. 427 00:23:41,708 --> 00:23:44,918 Lekin hum issay bardaasht kartay hain apne imaan ki wajah se. 428 00:23:45,360 --> 00:23:49,480 Imaan ke aik din aanay wali nasal 429 00:23:49,650 --> 00:23:52,640 hamaray log zameen par dobara utraingay. 430 00:23:54,421 --> 00:23:56,095 Kya tum hamaray saath shaamil hone aaye ho? 431 00:23:56,120 --> 00:23:58,000 Woh mujh se milne aaya hai, Vera. 432 00:23:58,025 --> 00:23:59,785 Apni ajeeb baatain jaari rakho 433 00:24:07,108 --> 00:24:09,978 Tumhari ammi aaj bohat josh mein hain Marcus. 434 00:24:10,698 --> 00:24:12,768 Mujhay woh waqt yaad hai jab tum chhotay se thay. 435 00:24:12,793 --> 00:24:14,633 Tum bohat pyaaray bachay thay. 436 00:24:14,860 --> 00:24:16,090 Chalo kaam ki baat kartay hain. 437 00:24:19,456 --> 00:24:21,806 Tum usay yahan kyun laayi ho Nygel? Kya chahiye tumhain? 438 00:24:21,840 --> 00:24:23,080 Baat tou yeh ke tumhain kya chahiye. 439 00:24:23,496 --> 00:24:24,786 Meray paas tumharay liye kuch hai. 440 00:24:24,966 --> 00:24:27,206 Agar tou iqraar namay par dastakhat hai tou mujhay koi dilchaspi nahin. 441 00:24:27,230 --> 00:24:29,790 Agar Abby Griffin iss mein shaamil ho tab bhi nahin? 442 00:24:33,201 --> 00:24:34,171 Abby ka kya? 443 00:24:34,196 --> 00:24:35,936 Woh aur aik larki Raven Reyes 444 00:24:35,960 --> 00:24:38,460 ne mujh se pressure regulator laane ka kaha tha. 445 00:24:39,025 --> 00:24:40,685 Aik bohat hi mamoli culinary tech hone ke naatay 446 00:24:40,710 --> 00:24:41,805 meray paas koi aur chaara nahin tha 447 00:24:41,830 --> 00:24:43,620 jab tumharay azeez councillors 448 00:24:43,860 --> 00:24:45,880 ne mujh se qanoon ki khilaafwarzi mein madad maangi. 449 00:24:48,954 --> 00:24:52,264 Aur tum kab se apne gaahakon ko phansaane lagi? 450 00:24:52,320 --> 00:24:54,710 Meray koi gaahak nahin hain Marcus. 451 00:24:55,068 --> 00:24:56,828 Main bhi ark ki rehne wali hoon, 452 00:24:57,026 --> 00:24:58,266 aur main nahin maanti ke kisi ko 453 00:24:58,291 --> 00:24:59,651 bhi qanoon par bartari haasil hai. 454 00:25:00,700 --> 00:25:01,820 Tumhain kya lagta hai? 455 00:25:03,222 --> 00:25:05,262 Tum iss jahaaz par aik wabaa ki tarha ho Nygel. 456 00:25:07,658 --> 00:25:09,278 Aur agar jo tum keh rahi ho sach bhi hai 457 00:25:09,954 --> 00:25:11,814 yeh tumharay alfaaz hain council ke khilaaf 458 00:25:12,382 --> 00:25:14,032 aur tumhain kya lagta hai log kis ki baat par yaqeen karaingay? 459 00:25:16,522 --> 00:25:20,182 Pata hai tumhain tou mera shukriya karna chahiye. 460 00:25:21,635 --> 00:25:23,085 Abby ka raastay se nikalna 461 00:25:23,416 --> 00:25:26,636 tumharay maqsad ki asaani ka sabab banega. 462 00:25:29,470 --> 00:25:30,920 Mujhay nahin pata tum kya bol rahi ho. 463 00:25:31,768 --> 00:25:34,048 Tum bilkul apni ammi ki tarha baaton mein qaail karna jaantay ho. 464 00:25:34,080 --> 00:25:36,740 Jab zameen aik din hamain mohya karegi 465 00:25:37,178 --> 00:25:38,998 tou hum bhi zameen ko kuch mohya karaingay. 466 00:25:39,040 --> 00:25:41,080 Paani ka ziyaa agar mujh se poochho. 467 00:25:42,370 --> 00:25:43,400 Unke liye nahin. 468 00:26:02,890 --> 00:26:05,640 Finn. Finn, utho. 469 00:26:10,050 --> 00:26:11,121 Woh chali gayi. 470 00:26:34,310 --> 00:26:35,300 Charlotte! 471 00:26:36,140 --> 00:26:37,720 Tum hamesha ke liye nahin chhup sakti. 472 00:26:38,570 --> 00:26:40,310 Befikar raho hum tumhain koi nuqsaan nahin pohanchaingay. 473 00:26:45,025 --> 00:26:46,005 Chhoro mujhay! 474 00:26:46,030 --> 00:26:48,010 Main koshish kar raha hoon. Hey! 475 00:26:48,035 --> 00:26:49,435 Main tumhari madad karne ki koshish kar raha hoon. 476 00:26:49,881 --> 00:26:52,651 Main tumhari behin nahin hoon. Meri madad karna bund karo. 477 00:26:53,432 --> 00:26:54,639 Main yahan hoon! 478 00:26:54,855 --> 00:26:56,605 Kya hum donon ko marwanay ki koshish kar rahi ho? 479 00:26:56,630 --> 00:26:58,990 Jao yahan se acha? Unhain main chahiye hoon. 480 00:27:00,000 --> 00:27:02,400 Acha, Charlotte, meri baat suno. 481 00:27:03,330 --> 00:27:05,240 Main tumhain nahin chhorne waala. 482 00:27:07,500 --> 00:27:08,880 Please, Bellamy. 483 00:27:14,280 --> 00:27:16,420 Murphy! Main yahan hoon! 484 00:27:17,360 --> 00:27:19,890 Baahir niklo, Charlotte! Baahir niklo. 485 00:27:31,560 --> 00:27:32,620 Koi aur bhi yahan tha. 486 00:27:34,374 --> 00:27:36,354 -Nahin! Murphy! -Murphy ke paas hogi. 487 00:27:45,722 --> 00:27:47,722 Abby, kaisa rahega 488 00:27:47,747 --> 00:27:49,747 agar agli baar main operating room mein aa sakoon jab tum kaam kar rahi ho? 489 00:27:52,610 --> 00:27:54,890 Abby, kya tum ne morphine li thi clinic se? 490 00:27:57,252 --> 00:27:58,682 Unhon ne pehlay se uski fehrist bana li thi. 491 00:27:58,707 --> 00:28:01,437 Nahin. Kane abhi yahan aaya tha. Woh abhi mecha ki taraf jaa raha hai 492 00:28:01,460 --> 00:28:03,350 tum donon ko giriftaar karne. 493 00:28:03,375 --> 00:28:04,705 Tum ne Nygel ko morphine di thi? 494 00:28:05,310 --> 00:28:06,430 Uss ne mujhay phasa diya. 495 00:28:08,290 --> 00:28:09,300 Kitni dair? 496 00:28:09,430 --> 00:28:10,360 20 minute. 497 00:28:10,730 --> 00:28:12,130 Woh paanch minute mein aajaingay. 498 00:28:17,995 --> 00:28:19,055 Chahay kuch bhi ho 499 00:28:19,080 --> 00:28:20,330 tum uss pod ko launch kardogi. 500 00:28:20,670 --> 00:28:21,750 Tumhain samajh aaya? 501 00:28:22,932 --> 00:28:24,162 Main tumharay baghair nahin jaanay wali. 502 00:28:25,060 --> 00:28:27,720 Hum mein se kisi aik ko tou zameen par jaana hoga Raven. 503 00:28:28,495 --> 00:28:30,235 Jaisay hi tumhain woh bachay milain 504 00:28:30,260 --> 00:28:31,450 tum report karna. 505 00:28:32,380 --> 00:28:34,680 300 masoom jaanain chali jaaingi agar tum ne nahin kiya. 506 00:28:39,032 --> 00:28:41,442 Abby, woh tumhain bahaa daingay. 507 00:28:47,500 --> 00:28:48,900 Phir bahaanay dou mujhay. 508 00:29:10,060 --> 00:29:11,680 Clarke ko mera pyaar dena. 509 00:29:15,920 --> 00:29:16,970 Charlotte! 510 00:29:16,990 --> 00:29:17,990 Utaaro mujhay! 511 00:29:19,500 --> 00:29:20,430 Charlotte! 512 00:29:23,620 --> 00:29:25,079 Hud hai. 513 00:29:29,080 --> 00:29:30,135 Bellamy! 514 00:29:31,030 --> 00:29:32,740 Tum hum sab se nahin larr saktay. Usko humaare hawaalay karo. 515 00:29:33,905 --> 00:29:35,975 Shayad nahin lekin main iss baat ki zamaanat deta hoon 516 00:29:36,000 --> 00:29:37,270 ke apne saath tum mein se chund ko le kar jaaonga. 517 00:29:37,301 --> 00:29:38,911 Bellamy! Ruko! 518 00:29:40,430 --> 00:29:41,670 Yeh bohat aagay tak baat jaa chuki hai. 519 00:29:43,530 --> 00:29:44,610 Pursukoon hojao. 520 00:29:44,900 --> 00:29:45,970 Hum iss baray mein baat kartay hain. 521 00:29:51,719 --> 00:29:54,199 Main tung aagaya hoon tumhari baat suntay suntay. 522 00:29:54,250 --> 00:29:54,973 Jaanay dou usay. 523 00:29:55,002 --> 00:29:56,994 Peechhay hato. Main iska gala kaat doonga. 524 00:29:57,020 --> 00:29:59,460 Nahin, please. Please usay kuch mat karna. 525 00:30:00,123 --> 00:30:01,223 Kuch mut karna? 526 00:30:02,559 --> 00:30:04,170 Theek hai tou main aik sauda kar leta hoon. 527 00:30:04,345 --> 00:30:06,360 Tum abhi meray saath aajao main isay jaane doonga. 528 00:30:08,210 --> 00:30:09,440 Aisa mut karna Charlotte. 529 00:30:12,260 --> 00:30:13,320 Mut karna aisa Charlotte! 530 00:30:13,392 --> 00:30:15,772 Nahin nahin mujhay karna hoga. 531 00:30:19,030 --> 00:30:20,770 Murphy, aisa nahin hone wala. 532 00:30:21,568 --> 00:30:23,878 Main tum mein se kisi aur ko nuqsaan pohanchta nahin dekh sakti. 533 00:30:24,865 --> 00:30:29,115 Meri wajah se nahin. Aur jo main ne kiya uske baad tou bilkul nahin. 534 00:30:32,360 --> 00:30:33,240 Charlotte! 535 00:30:33,364 --> 00:30:34,460 Nahin! 536 00:30:35,280 --> 00:30:38,590 Nahin nahin! 537 00:30:55,044 --> 00:30:56,190 Bellamy. 538 00:31:00,790 --> 00:31:01,710 Bellamy. 539 00:31:04,990 --> 00:31:07,640 Bellamy, ruk jao! Tum usay maar daalogay! 540 00:31:10,122 --> 00:31:13,822 Hato! Yeh marnay ke laaiq hai. 541 00:31:13,870 --> 00:31:15,290 Nahin! Hamain koi haq nahin yeh faisla karne 542 00:31:15,315 --> 00:31:16,514 ka ke kaun zindah rahega kaun marega. 543 00:31:16,540 --> 00:31:17,800 Yahan nahin. 544 00:31:21,185 --> 00:31:22,975 Tou meri madad kar khuda agar tum kehti ho ke logon 545 00:31:23,000 --> 00:31:24,127 ko faisla karne ka haq hai 546 00:31:24,170 --> 00:31:26,387 Nahin main ghalat thi pehlay acha? 547 00:31:26,412 --> 00:31:27,511 Tum ne sahi kaha tha. 548 00:31:28,131 --> 00:31:30,671 Kabhi kabaar logon ko sach batana bhi khatarnaak saabit hosakta hai. 549 00:31:31,190 --> 00:31:33,220 Lekin agar humein yahan zinda rehna hai 550 00:31:33,312 --> 00:31:36,432 tou bas aisay hi apni marzi se nahin ji saktay. 551 00:31:37,060 --> 00:31:38,120 Hamain qaidon ki zaroorat hai. 552 00:31:38,460 --> 00:31:41,250 Aur banayega woh qaiday? Tum? 553 00:31:42,280 --> 00:31:44,710 Abhi ke liye hum banaaingay qaiday acha? 554 00:31:45,425 --> 00:31:47,225 Tou phir kya? Hum isay waapis le jaayein 555 00:31:47,250 --> 00:31:48,690 aur natak karay ke jaisay yeh kabhi hua hi nahin tha? 556 00:31:48,715 --> 00:31:49,555 Nahin! 557 00:31:57,970 --> 00:31:58,990 Isay nikaal baahir kardain. 558 00:32:06,831 --> 00:32:07,736 Utho. 559 00:32:08,598 --> 00:32:10,158 Bellamy! Ruko! 560 00:32:13,100 --> 00:32:14,340 Agar main ne tumhain camp ke paas paaya 561 00:32:15,230 --> 00:32:16,290 hum waapis yahan milaingay. 562 00:32:17,580 --> 00:32:18,428 Samjhay? 563 00:32:24,080 --> 00:32:25,480 Aur jahan tak tum chaaron ka sawal hai 564 00:32:26,170 --> 00:32:27,890 tum meray peechhay aasaktay ho 565 00:32:28,410 --> 00:32:30,100 ya iskay saath jaa ke mar saktay ho. 566 00:32:31,250 --> 00:32:32,232 Tumhari marzi. 567 00:33:15,980 --> 00:33:17,400 Chalo bhi. 568 00:33:32,500 --> 00:33:33,250 Nahin! 569 00:33:35,440 --> 00:33:36,190 Hud hai! 570 00:33:39,430 --> 00:33:40,930 Uss ne hamain kharaab purza de diya. 571 00:34:02,430 --> 00:34:03,553 Main umeed kar raha hoon... 572 00:34:04,385 --> 00:34:06,355 iss ke peechhhay koi thhos wajah hogi. 573 00:34:07,230 --> 00:34:08,270 Meri beti. 574 00:34:10,910 --> 00:34:14,300 Jaanta hoon. Mujhay maaf kardo. 575 00:34:16,220 --> 00:34:17,670 Hum sab jaantay thay ke yeh namumkin tha. 576 00:34:20,873 --> 00:34:22,153 Mujhay abhi bhi umeed hai. 577 00:34:30,600 --> 00:34:32,530 Yeh pressure regulator kis liye tha Abby? 578 00:34:37,670 --> 00:34:40,100 Koi bacteria nahin tha hai na? 579 00:34:42,560 --> 00:34:44,030 Tumhari mutaasir mechanic 580 00:34:45,070 --> 00:34:46,220 Raven Reyes. 581 00:34:48,601 --> 00:34:49,811 Woh kya kar rahi hai? 582 00:35:03,909 --> 00:35:06,509 Tumhain pata hai ke uska aashiq Finn Collins... 583 00:35:08,120 --> 00:35:09,260 100 mein se aik tha? 584 00:35:12,110 --> 00:35:13,370 Tumhara junoon 585 00:35:14,420 --> 00:35:16,010 ab usay bhi bahaa le jaayega. 586 00:35:25,487 --> 00:35:27,507 agar tum ne mujhay nahin bataya ke tum kis kaam mein lagi hui ho 587 00:35:29,920 --> 00:35:31,350 Main usay bacha nahin paaonga. 588 00:35:33,740 --> 00:35:35,490 Tumhain abhi bhi samjh nahin aaya. 589 00:35:38,480 --> 00:35:40,740 Main hum sab ko bachana chaahti hoon. 590 00:35:47,600 --> 00:35:48,694 Giriftaar karlo usay. 591 00:35:49,810 --> 00:35:51,410 Raven Reyes k talaash jaari rakho. 592 00:35:51,450 --> 00:35:52,220 Sir. 593 00:36:09,036 --> 00:36:09,974 Yeh kya tha? 594 00:36:10,445 --> 00:36:13,205 Sir, pod launch hua hai. 595 00:36:15,600 --> 00:36:19,650 Abby... yeh tum ne kya kiya? 596 00:36:21,090 --> 00:36:22,350 Hamain sach pata karna hai. 597 00:36:30,992 --> 00:36:32,900 Issi liye hum ne jilaa watan karne ka faisla kar liya hai 598 00:36:34,710 --> 00:36:36,060 Kisi ko koi masla hai iss se? 599 00:36:53,502 --> 00:36:55,132 Kya hum unn se baat kar paaingay? 600 00:36:55,594 --> 00:36:57,824 Nahin bilkul morse code ki tarha. 601 00:37:01,325 --> 00:37:02,415 Tum shuruaat karna chahogi? 602 00:37:08,920 --> 00:37:10,020 Woh port wahan. 603 00:37:39,080 --> 00:37:40,220 Yeh kya hai? 604 00:37:43,340 --> 00:37:44,210 Kya hua? 605 00:37:45,060 --> 00:37:46,090 Yeh kaam nahin kiya. 606 00:37:48,232 --> 00:37:50,092 Meray khayaal se hum ne saaray wristbands ko jalaa diya. 607 00:38:12,420 --> 00:38:13,780 Wahan apni zimmedaar par baitho. 608 00:38:14,168 --> 00:38:15,468 Mujhay lagta hai main manhoos hoon. 609 00:38:16,040 --> 00:38:17,540 Tou phir mujhay khatra moul lenay wala samjho. 610 00:38:18,030 --> 00:38:19,690 Aur Jasper, tum manhoos nahin ho. 611 00:38:20,960 --> 00:38:22,000 Phir tou main khushqismat hua. 612 00:38:22,142 --> 00:38:24,222 Nahin. Bahaadur. 613 00:38:24,425 --> 00:38:25,195 Bahaadur? 614 00:38:26,585 --> 00:38:27,875 Apne chehra ko zakhmi karwa kar 615 00:38:27,900 --> 00:38:30,436 ya phir ark se raabta karnay kay mauqay ko tabah karna. 616 00:38:30,476 --> 00:38:32,386 Nahin aik gunday ke saamnay kharay hona 617 00:38:32,410 --> 00:38:34,670 aur sab ki madad karne ki koshish karna. 618 00:38:35,174 --> 00:38:38,454 Aur donon martaba nakaam hojana. 619 00:38:38,510 --> 00:38:41,790 Main ne kisi aur ko dono dafa agay qadam barhatay huay nahin dekha. 620 00:38:42,575 --> 00:38:43,935 Aur mujhay farq nahin parhta kya maamla hota hai. 621 00:38:43,960 --> 00:38:45,370 Tum ne koshish kar ke bahaduri ka saboot diya. 622 00:38:46,210 --> 00:38:48,280 Aur bahaaduri ko hamesha saraha jaata hai. 623 00:39:08,651 --> 00:39:09,680 Finn! 624 00:39:10,856 --> 00:39:12,486 Finn, ruk jao! Pursukoon hojao! 625 00:39:12,510 --> 00:39:15,212 Hum unkay liye marr gaye hain tumhain samajh nahin aa raha kya? 626 00:39:15,237 --> 00:39:16,337 Nahin abhi bhi umeed hai. 627 00:39:16,370 --> 00:39:17,763 Tum bhi iss baat ko nahin maanti. 628 00:39:17,800 --> 00:39:19,193 Sab khatam hogaya Clarke. 629 00:39:19,240 --> 00:39:21,310 Woh wahan marr jayeingay aur hum yahan akelay hain. 630 00:39:21,335 --> 00:39:25,155 Hum akelay nahin hain aur na tum ho. 631 00:39:25,780 --> 00:39:27,580 Tum akelay nahin ho.